बुधवार, 24 मार्च 2010

दिल

is kadar pyar hai tujhse ki
tujhe har pal har nazar humne
apne is chote se dil mein tujhe basa rakha hai
main jaha bhi rahu jaha bhi jaaun
tu har pal har lamha saath mera hota hai
teri wo hasi, tera wo sharmaana
kabhi mujhse pyar karna
kabhi baaton baaton mein ruth jaana
har ada teri
kya khubh hai e sanam
mein teri mohabbat mein
ab to bhull gaya hun khud ko

tu ab meri saanso mein sama gayi
ab
tujhse milna teri pehlu mein baithe rehna
bas ab sukun deta hai mujhko

pyar tera mere liye rab se badkar hai
ab mere liye
dil chahta hai bas teri mohabbat mein
deewana hokar tere karib har pal baitha rahun ab

kyunki tujhse dur hone ka
ya tujhse dur jaane ka
tujhe bhool jaana

ab kaha bas mein raha hai ab mere liye

tujhko chahun tujhe maangu tujhe bas dekhta hi rahun
ab to yahi khuwaish rahi hai mere jeene mein

meri hasti ab bas tujhse hai or tuhi khuda hai ab mera

aage ab jo bhi hoga wo nasib hai mera bas
humne to teri chahat mein tere sajde mein
kudh ko fanaah karne ka
iraada
kar liye hai khud se

मोहब्बत

chand lamhe bas mulakaato ke kuch hasin the
bas mulakaat huei aapse do pal ke liye
or hum apna pyara se ye dil haar gaye
yun to kabhi phele koi accha kaha laga tha kabhi humko
par bas ek hi mulakaat mein hum aapko jaha mein
sabse juda or sabse hasi maan gaye

phele hamara rob chalta tha apne is chote se dil par bahut
magar didaar tera jo huaa to hum khud se to kya
is chote se naadaan se dil se b haar gaye

isne jab chaha humne yaad kiya aapko
isne jab chaha humne pyar kiya aapse
aap saath the ya naa the karib apne magar
dur rehkar bhi isne mohabbat mein teri
jeena sikha diya humko

yun to bahut dur tak akele chalne ki kaha adat thi humko
magar pyar mein apke hum milo tak batke bahut
khayaal tera fikar teri naa jaane
kaha kaha le jaakar laut ke le aaya humko

phele kaha thi humme himmat itni ki hum
khud se khud ki baat karte ya koi hamara naam leta
pyar kab kaha the layak hum aapse phele

magar apki ek mulakaat ne humko aam se khaas bana diya
jikar jinka nahi hota tha kabhi zamaane mein
aaj log unmein hamara bhi naam liya karte hai

kabhi majnu to kabhi ranjhaa naa jaane kaise kaise
naam pyar mein teri hamara rakhte hai

par ho jo koi bhi baat mohababat ki magar
sach hai ye jab bhi hota hai
naam bahut karta hai logo ki jubaa pe chadta hai
kabhi jo nahi the kaabil kisi ke aaj unke liye

ye saara zamaana hai

pyar tera mujhko karna ya ki ho meri mohabbat tere liye
kuch bhi kaho magar sach mein mohabbat mein aapki
badnaam hokar bhi naam ho gaya hamara

रविवार, 21 मार्च 2010

ऐ-दोस्त

dosti mein teri humko saara jaha mil gaya
humne to sirf chah ki thi muthi bhar sitaaro ki
magar mukaddar se humko saara aashmaa mil gaya

hai ye teri dosti ka sila jo hum aaj apni kuch choti si pehchaan rakhte hai
warna to jaane hum kaha ke kho gaye hote
zami ki godd mein dhul bankar so gaye hote

magar mukaddar ko kuch or hi manzur tha
jo usne milaya aapse humko
or hamari ye jindgi hi badal gayi
us ek pal ki mulakaat bhar se

yun laga ki jaise koi khuda falak se zami pe utar aaya hai
tha ye mukaddar mera ki wo mila mujhko
or wo tha likha meri kismat mein



dosti ko naya naam diya usne
khud se jyada apno se badkar pyar kiya mujko usne
jab kabhi aaye aansu aankho mein meri
to akele mein mujhse chupkar usne ro diya haske mere liiye

wo karta raha mujh par rehmo karam apne
or lutaata raha mujh par apni do jaha ki dolat ko
ki mein har pal har lamha khusi or sukun se jiyu

beshak iske badale mein mere us dost ko koi bhi kimat chukani pad jaaye


sochta wo ye tha ki main nahi samajhunga kabhi uske is eahle karam ko
magar nadaan tha wo nahi jaanta tha ki
aksar meine bhi uski khaatir duayein ki thi usse se chupkar

jab kabhi wo chupata tha apne dil ki kayi baatein mujhse
to maine naa samjhi ka bhaahana kiya usse aksar
or khuda se aksar kehta raha ki mera jo kuch bhi ho mukaddar se aage

par mere is pyare se dost or nayaab nagine ko har pal har lamha aei khuda
tu khusiya hi dena, main to ro kar bhi hasne ki chah rakhta hun
tutkar bhi phir se jutne ka hunar rakhta hun

haarkar phir se jeetne ka maaddaa rakhta hun

magar ye hunar nahi hai mere is pyare se dost pe ei khuda
tujhe bhi ye malhum hai acche se

kyunki aksar uske kayi raaz or gam o sikan ke manzar

maine aksar mehusus kiye hai dil se jab kabhi the aaye aansu uski aakho mein
to achanak kuch bund katre ashko ke gire the meri aankho se

jinko maine bhar liya us Waqt apni hatheliyo mein toafaa samjhkar uska

wo sochta raha ki main anjaan hun usse or
maine unhi yaadon mein uske liye ek

yaadon ka jaha bana rakha hai

wo duayein kaarta hai mere liye aksar or

maine uske liye khud khudaa ko
apna murid bana rakha hai

dost wo mera hai ye jaanta hun main bhi
wo chahta hai meri khusi or
maine uski khusi mein khud ko

haste haste gurbaan karne ka khud se

iraada bana rakha hai

शुक्रवार, 19 मार्च 2010

ये जो मोहब्बत है

ये जो मोहब्बत है
कभी हीर तो कभी राँझा हुयें
ना जाने कैसे कैसे मोहब्बत में हम
जैसे अच्छे भले लोगदीवाने हुए
भला हो इन लडकियों का
जो हमसे ना जाने कैसे-कैसे नखरे उठवाती है
घर
में तो हम कहा सुनते है अपने मम्मी -डैड डी कीबातों को गौर से कभी
बस इस मोहब्बतमें दुम कटेला कुत्ता बनके
अपने महबूब के आजू-बाजू घूमते है
wo कहें तो भोखे वो कहें तो kaate
or तौफ्हो की लाइन लगा दे uske khene pe
jab कभी वो आती है तो हमारी नज़र खुदबखुद थम जाती है uspar
or कुछ अजीब सा नशा होता है दिलो दिमाग par
uske बदन से जो पेर्फुमे की भीनी-भीनी खुसबू आती है
dil karta है लिपट जाए उससे और बाहों में bhar le usse

फितरत से अपनी asal का कुत्ता ban jaye
or chaat-chaat kar uska make-upउसके chehre से बदन से uska asli रूप बहार निकाल ले aaye
magar वो बहुत चालक है जब कभी bhi मिलती है to
public प्लेस पर milti है
मोहब्बत में है हम पागल उसके
और वो है की हम har waqt nazar
अंदाज़ सा करती है
yun तो खरीद दू में bhi usaki khusi ki khaatir IPLकी टीम भी magar
kya करूँ मेरे बापू की खुद तंखुवा ललित मोदी के चपरासी से भी kam है
or upar से unka में layak beta dhehra
जो kuch bhi dete है jaib karach ko wo mujhe
में wo sab satte में kodiyo ke bhaav apni girl freind par lagaa aata hun
जो bhi karta hun usmein sukun to milta है magar
pal bhar ka है jaise
६ ball kelkar ki warranty nahi है ki out hounga ya six ya choka maar dunga

बस ab उसकी खुसी की खातिर hi jinda hun में ab
ki wo ek roze kabi samjhengi mujhe
or meri pocket par tarash khayegi
क्या करू अब तो kachha भी उतरने लगा है
उसकीउमीदे पूरी करते करते मेरा क्या KARUN

ये जो मोहब्बत है

कभी हीर तो कभी राझा हुए
न जाने कैसे कैसे मोहब्बत में
हम जैसे अच्छे भले लोग
दीवाने हुए
और भला हो इन लडकियों का
जो हमसे ना जाने कैसे-कैसे नखरे उठवाती है
घर में तो हम कहा सुनते है अपने मम्मी -डैड डी की
बातों को गौर से कभी
बस इस मोहब्बतमें दुम कटेला कुत्ता बनके अपने महबूब के आजू-बाजू घूमते है
वो कहें तो भोखे वो कहें तो काटे
और तौफ्हो की लाइन लगा दे उसके खेने पे
जब कभी वो आती है तो हमारी नज़र खुदबखुद थम जाती है उसपर
और कुछ अजीब सा नशा होता है दिलो दिमाग पर
उसके बदन से जो पेर्फुमे की भीनी-भीनी खुसबू आती है
दिल करते है लिपट जाए उससे और बाहों में भर ले उससे
और फितरत से अपनी asal का कुत्ता ban जाए
और chaat-chaat kar uska make-up
उसके chehre से बदन से uska asli रूप बहार निकाल ले आये
मगर वो बहुत चालक है जब कभी मिलती है तो
पब्लिक प्लेस पर मिलती है

हम मोहब्बत में है पागल उसके और वो है की हर वक़्त हमहें
नज़र अंदाज़ सा करती है
यूँ तो खरीद दू में उसकी खुसी की खातिर ई प ल की टीम भी मगर
क्या करूँ मेरे बापू की खुद तंखुवा ललित मोदी के चपरासी से भी कम है


बस उसकी खुसी की खातिर hi jinda हु
पर क्या करू अब तो कच्चा भी उतरने लगा है उसकी
उमीदे पूरी करते करते मेरा

क्या KARUN